Tuesday, August 09, 2005

sochta hoon…

sochta hoon…
inn saagar ki lehron ko dekh kar,
kyon ye kinaare se takraakar laut jaati hain.........
karti hain wo kinaron se bewafai,
yaa fir saagar se wafa nibhati hain.

1 comment:

Ravindran Keshavan said...

Saagar???? Who Sagar?