There are some people who live in a dream world, And there are some who face the reality; And then there are those who turn One into Another. The future belongs to those who believe in the beauty of their Dreams!!!
Makes you laugh, those songs of innocence, reminds the wonder filled school days, gives you goosebumps actually.. TZP is a beautiful movie, titles are very creative n awesome, amazing acting by the Darsheel, n not to forget great lyrics. Dont miss to watch the movie. Official Website: Tare Zameen Par Duration: Approx 2:40 hrs Genre: Social, Kids, Family Director: Aamir "Perfectionist" Khan Story: Amole Gupte Lead Actors: Aamir Khan and Darsheel Safary Music: Shankar, Ehsaan, Loy Lyrics: Prasoon Joshi
[Title Song]
Dekho inhein yeh hai onss ki boodein Patto ki goodh mein aasamaan se khude Angdai le phir karwat badal kar Nazuk se moti hasde phishal kar Kho na jayee yeh Taare Zameen par
Yeh toh hai sardi mein Dhoop ki kirane Uthre jo aangan ko sunehara sa karne Maan ke andhero ko roshan sa karde Thiturti hatheli ki rangat badal de Kho na jayee yeh Taare Zameen par
Jaise aankhon ki debiyan mein neediyan Aur neediyan mein meetha sa sapna Aur sapne mein mil jaye faristha sa koi Jaise rango bhari peechkari Jaise Thitliyan phoolo ki pyari Jaise bina matlab ka pyaara rista ho koi
Yeh to asha ki lehra hai Yeh to umeed ki seher hai Khushiyon ki nehar hai Kho na jaye yeh Taare Zameen par
Dekho raaton ke sene pe yeh to Jhil mil kisi lao se uge hain Yeh to andiyan ke khushbo hai bhago se beh chale Jaise kaanch mein chudi ke tukde Jaise khile khile phoolon ke mukhde Jaise bansi koi bajaye pedo ke taale
Yeh to jhoke hai pawan ke Hai yeh gungroo jeevan ke Yeh to sur hai chaman ke Kho na jayeee Taare Zameen par
Mohale ki ronak galiyan hai jaise Khilne ki zid per kaliyan hai jaise Muthi mein masam ki jaise hawaein Yeh hai buzurgo ke dil ki duyaaein Kho na jayeee Taare Zameen par Taare Zameen par
Kabhi baatein jaise dadi naani Kabhi chale jaise num num pani Kabhi ban jaye bhole saawalo ki jhadi Sanate mein hasi ke jaise Sune hoton pe khushi ke jaise Yeh to noor hai barse gar pe kismat ho padi Jaise jhil mein lehar aye chanda jaise bheed mein apne ka kandha jaise manmauji nadiya jhaag udaye kuch kahe jaise baithe baithe meethi si jhapki jaise pyar ki dheemi si thapki jaise kaanon mein sargam hardam bajti hi rahe jaise barkha udati hai bundiya… kho na jaaayeeee yehhhh Kho na jaayee yehh kho na jaayee yehh kho na jaayee yehhhh..